1 Music Lyrics

Sajni Music Lyrics

Jal

>>> Send Sajni Ringtones to your phone <<<

Mein teri ahkoon mein rahata hoon
Tujhey pata na chale
Tere har pal mein guzra hoon
Tujhey pata na chale

Kare to phir kya kare
Tere bin kaise jiye
Ankoon mein pyar liye
Bolo kahan kahan phire?

Khafa to hum bhi hain tum bhi ho
Humein pata na chale
Judayi ka mujhey ghum bhi hai
Koi aesi khata na kare..

Kare to phir kya kare
Tere bin kaise jiye
Ankhoon mein pyar liye
Bolo kahan kahan phire?

Sajni paas bulao na
Ki dil aaj tuta hai aaj tuta hai
Sajan maan jao na
Ke woh aaj rutha hai aaj rutha hai

Koi use manae na
Jaane jaan..
Dil tujhey hi chahe na
Hooooo....

Humein dil se bhulao na
Yehi ab kehna hai ab kehna hai
Tum paas aao na
Aao naaaaa

Sajni paas bulao na...
Saajan maan jao na...
Sajni paas bulao na...

Sajni paas bulao na
Ki dil aaj rutha hai aaj tuta hai
Sajan maan jao na...

Sajni paas bulao na...
Saajan mana jao na...

Jal - Sajni Music Lyrics

>>> Send Sajni Ringtones to your phone <<<

Search Lyrics Database